Frequently Asked Questions (FAQs)

Order karne ke baad kya kare ?

Website par paymnet karne ke baad Live chat par email and whatsapp number ki details ke saath screen shot share kare de ya hamare Whatsapp par Directly hame screen shot bhej de

Software ka key / ID , Vps ya proxy buy karne ke baad kaha milega ?

Paymnet karne ke time Aap apna whatsapp number diye gye box me utr number ke saath share kar de aapko details mil jayega. ya hamare contact us page par jakar bhi hame massage de skate hai . sabse easily aap hame direct whatsapp kar sakte hai.

Software ko download kaise karenge ?

Website ko scroll down kariye aur sabse neeche All Software ka download link diya gya hai woha se aap isko download kar sakte hai.. ya aap hamare whatsapp par latest Download Link lekar bhi download kar sakte hai.

Website se software Buy kaise karenge ?

Website par softwrae page me jakar multiple sofwtare se kis ek sofwtare ko jisko aapko buy karna hai us softwrae ke neeche me Buy now ka ek red Button hoga us button ko clik karne par ek page open hoga us page me ek barcode /QR aa jayega aap us QR ko scan karke paymnet kar dijiye . paymnet ho jane ke baad usi page me right side me ek form hoga jisme aap apna whatsapp number and transaction UTR number fill karke subbmit kar dijiye aapko contact kar liya jayega. Finally aapko licence id mil jayega.

Software Ko install kaise karenge ?

Sabse pahle aap download link se sofwtrae ko download kare aur us file ko open kare ...open karte hi sofwtare install hone lagega . agar aap khud se download ya install nahi kar pa rahe hai to aap hamse direct Help le sakte hai whatsapp ke throw. ya diye gye live chat me apna massage apne number ke saath share kare hum aapse contact karke install kar denge .....

Software me Slot 1 and slot 2 ka kya matlab hai ?

Software me multi pnr banane ke liye slot ka use hota hai. jaise ki mujhe Two Diffrent Route ka PNR banana ha to Hum ek form ko slot par save karenge and dusre Form ko Slot 2 Par Save karenge

Booking ke time multiple pair me ek saath "bad credintial" ka error kya matlab hai ?

Bad credential tabhi aata hai jab aapka irctc id ka password galat ho ya id block ho gay ho. error aane par sabse pahel irctc id ka password check karke save kare.

Software se ticket success hone ka kya chances hai ?

90% MAximum Chances hota hai ki hamare tatkal software se ticket jaldi booking ho jata hai

Tatkal Software क्या है ?

Tatkal Software एक Ticket booking software है जो tatkal railway ticket booking के लिए डिज़ाइन किया गया है।

Tatkal Software का उपयोग कैसे करें?

सॉफ्टवेयर डाउनलोड करें, अपने यात्रा की जानकारी भरें और बुकिंग प्रक्रिया का पालन करें।

क्या Tatkal Software मुफ्त है?

कुछ सुविधाएँ मुफ्त हैं, लेकिन पूर्ण सेवाओं के लिए योजनाएँ उपलब्ध हैं।

क्या Tatkal Software का मोबाइल ऐप है?

हाँ, Tatkal Software का मोबाइल ऐप Android और iOS दोनों पर उपलब्ध है।

क्या मुझे Tatkal Software के लिए रजिस्ट्रेशन करना होगा?

No . No need To Any Registration To Use this Tatkal Software

Tatkal बुकिंग का समय क्या है?

Tatkal ticket booking AC सुबह 10 बजे SL सुबह 11 बजेसे शुरू होती है।

क्या मैं एक ही PNR टिकट पर दो व्यक्तियों के नाम डाल सकता हूँ?

Yes , Aap ek pnr tatkal ticket me maximum 4 person ki ticket Book kar sakte hai

क्या मेरी Booking success नहीं होने पर पैसे वापस मिलेंगे?

Yes, यदि Booking success नहीं होती है तो पैसे वापस 24 -48 hour me automatically usi account me reverse aa jate hai jisse booking kiya gya ho.

Tatkal Software की Customer Support कैसे प्राप्त करें?

हमारी वेबसाइट पर दिए गए Contact page का उपयोग करें।

क्या मैं एक ही BAnk Account से कई बुकिंग कर सकता हूँ?

Yes , एक Account से Multiple Ticket Booking की जा सकती हैं।

Tatkal Software में लॉगिन कैसे करें?

Username & Password डालकर लॉगिन करें।

क्या Tatkal Software में कोई Discount Available है?

Yes , विशेष अवसरों पर Discount की पेशकश की जा सकती है।

क्या Tatkal Software का उपयोग करना आसान है?

Yes , tatkal software ka use karna bahut easy and user friendly

क्या Tatkal Software में कोई Tutorial Avaialble है?

Yes , Tutorial Aap hamre whatsap par contact karke le sakte hai

Tatkal Software में paymnet method कई विकल्प हैं ?

Yes , Multiple payment Option Available हैं, जैसे UPI , CREDIT CARD , DEBIT CARD AND NETBANKIG

क्या Tatkal Software का उपयोग OFFLINE किया जा सकता है?

NO , इसका उपयोग केवल ONLINE किया जा सकता है।

क्या मैं Tatkal Software me IRCTC का उपयोग करना आवश्यक है ?

YES , IRCTC Account ka होना आवश्यक है।

Tatkal Software में लॉगिन करने में समस्या आ रही है, क्या करें ?

पासवर्ड रीसेट करने के लिए "Forgot password" option का use करें।

Tatkal Software के अपडेट कैसे प्राप्त करें?

सॉफ्टवेयर में update automatically ho jata hai .. jab bhi aap software ko restart karenge .update agaraaya hoga to wo auto update hone ke baad hi sofwtare open hoga...

क्या Tatkal Software का उपयोग करते समय Internet की Speed महत्वपूर्ण है?

Yes , Fast internet कनेक्शन से बुकिंग प्रक्रिया में आसानी होती है

Important FAQs About Tatkal Software and Ticket Booking

1. Tatkal Ticket Booking Ke Liye Kya Kya Chahiye ?
Tatkal ticket book karne ke liye aapko ek IRCTC account, aur ek payment method ki zarurat hoti hai.

2. Kya Mai Ek Se Zyada Tatkal Tickets ka pnr Book Kar Sakta Hoon ?
Haan, aap ek se zyada Tatkal tickets ka pnr book kar sakte hain, lekin ek ID se sirf ek tatkal ticket hi pnr book kiya ja sakta hai.

3. Kya Tatkal Tickets Cancel Karne Par Refund Milta Hai ?
Haan, Tatkal tickets cancel karne par aapko kuch refund milta hai, lekin cancellation charges bhi apply hote hain.

4. ip ka kya kaam hai ?
ip lagwane se software me extra slot add ho jata hai jitna jyada slot hoga aap utna pnr ek saath ek pc me bana skate hai
5. tatkal software me slot ka kya matlab hai
tatkal software me form save karne ke liye aur multiple pnr ek saath banane ke liye hum slot ka use karte hai.

6. tatkal software ke liye hamara system kaisa hona chahaiye
laptop/pc kisi bhi company ka chalega ... lekin Operating system windows 10 ya 11 version par hi work karega

7. kya hum is tatkal software ko mobile me use kar sakte hai
ha aap is software ko mobile me use kar sakte hai lekin aapko master setup lena hoga . kyuki mobile me sirf master setup hi kaam karta hai.